Shankar Ehsaan Loy Main Hoon Don Скачать

Shankar Ehsaan Loy Main Hoon Don

Shankar Ehsaan Loy

Main Hoon Don

Создайте песню с именемНейросеть напишет и споёт за 2 минуты · от 50 ₽Создать
Слушать
Скачать песню

Текст песни «Main Hoon Don»

Shankar Ehsaan Loy

Duniya Mein Logon Ne Dil Apne Phir Thaamein
Aaya Hoon Lekar Main Phir Kitne Hungaamein
Zara Dekho Kaun Aa Gaya Hai
Zamane Pe Jo Chha Gaya Hai
Jami Jispe Sab Nigaahein
Khuli Kiski Khaatir Hai Baahein

Aaisa Dildaar Aaya Hai Kaun
Mujhko Pehchaan Lo Main Hoon Don

Main Zindagi Ki Baazi Lagake Maut Se Khelta Hoon Juaa
Na Mujhko Gham Hai Na Mujhko Parwaah Kaun Mera Dushman Hua
Dushman Jo Mera Ho... Rehta Nahi Duniya Mein
Bahut Hi Khatarnaak Hoon Main
Bahut Hi Khatarnaak Hoon Main
Har Ek Pal Mein Chaalak Hoon Mein

Duniya Phir Jeetne Aaya Kaun
Mujhko Pehchaan Lo Main Hoon Don

Palkein Bichhaye Paas Bulaaye Kitni Haseenaye Mujhe
Lekin Do Aankhein Aankhon Mein Jhaanke
Aur Woh Behkaaye Mujhe
Ye Nigaahein Yeh Bataaye
Raaz Hai Inmein Nashilein
Ajab Sa Nasha Chha Raha Hai
Ajab Sa Nasha Chha Raha Hai
Mere Dil Ko Behka Raha Hai

Dekho Behka Huaa Aaya Kaun
Mujhko Pehchaan Lo Main Hoon Don

На странице доступен трек Main Hoon Don от Shankar Ehsaan Loy (05:32). Слушайте онлайн или загрузите в mp3 в один клик бесплатно на свое устройство — выше есть текст песни.

Другие песни Shankar Ehsaan Loy

Все 32 трека

Свежее на Muzfrog

Все новинки →